SONG: Jaan Nisaar Hai (Asees Version) - जान निसार है

Jaan Nisaar Hai (Asees Version) - जान निसार है

LYRICS:
na maaregi deewangi meri na maaregi aawargi meri ki maaregi zyada mujhe maut se narazagi teri kyu itna hua hai tu khafa hai zid kis baat ki teri ki maaregi zyada mujhe maut se narazagi teri jaan nisaar hai jaan nisaar tere pyaar pe mere yaar jaan nisaar hai oho oho duniya jamaane se rishte mitaye hai tujhse hi yaari hai hamari ek baar to aa ho maine nibhaya hai kar ke dikhaya hai le teri baari ek vaari tu bhi pyaar nibha tu bhi pyaar nibha o yaara teri berukhi se hai badi umar intezaar ki meri ki maaregi zyada mujhe maut se narazagi teri kyu itna hua hai tu khafa hai zid kis baat ki teri ki maaregi zyada mujhe maut se narazagi teri jaan nisaar hai jaan nisaar tere pyar pe mere yaar jaan nisaar hai jaan nisaar tere pyar pe mere yaar jaan nisaar hai oho oho