SONG: Jaan-E-Jaan Bin Tere Kya Jina - जान-ए-जान बिन तेरे क्या जीना

Jaan-E-Jaan Bin Tere Kya Jina - जान-ए-जान बिन तेरे क्या जीना

LYRICS:
jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan sune hai najaare dil tujhko pukaare jaan-e-jaan jaan-e-jaan bin tere kya jina sune hai najaare dil tujhko pukaare meri to khushi teri hai ye jindagi teri jaan-e-jaan jaan-e-jaan bin tere kya jina aisi kaise honge pure mere sapne adhure sathiyaan sathiyaan jaan bhi de dun tujhe tere liye jina mujhe o priya o priya tanha akele kahin main naa tujhe jaane dunga priytma priytma, kasme nibhaunga main tujhpe lutaunga main do jahan do jahan na koi adchan hai na hai koi bhi ab mushkil keh rahi hai ye raahe najdik hai meri manjil duniya se na haarenge kismat ko swarenge jaan-e-jaan jaan-e-jaan bin tere kya jina sune hai najaare dil tujhko pukaare meri to khushi teri hai ye jindagi teri jaan-e-jaan jaan-e-jaan bin tere kya jina sadiyo purani hai ye apni kahani hai ye dilruba dilruba, geeto ki jabani hai saanso ki rawani hai tu o jiya o jiya nagme main lutata rahun tere liye gaata rahu umar bhar umar bhar waade kabhi todu na main sang tera chodun na main humsafar humsafar leke tere sab aansu tujhko sanam hansi de dun bharke apni baanho me main dard tere sab le lun tu meri khudaayi hai nas nas me samayi hai jaan-e-jaan jaan-e-jaan bin tere kya jina sune hai najaare dil tujhko pukaare meri to khushi teri hai ye jindagi teri jaan-e-jaan jaan-e-jaan bin tere kya jina