SONG: Jaam Thaam Le Sochate Hi Sochate Naa Bite Saari Raat - जाम थाम ले सोचते ही सोचते ना बीते सारी रात

Jaam Thaam Le Sochate Hi Sochate Naa Bite Saari Raat - जाम थाम ले सोचते ही सोचते ना बीते सारी रात

LYRICS:
jaam thaam le, jaam thaam le sochte hi sochte na bite sari raat jaam thaam le, jaam thaam le sochte hi sochte na bite sari raat jaam thaam le saj ke aayi hai shishe ki pari dhudh ke laayi hai dilo ki khushi saj ke aayi hai shishe ki pari dhudh ke laayi hai dilo ki khushi jannat se kudarat ne bheja tere liye inam jannat se kudarat ne bheja tere liye inam dunia ke har dukh ka daru ek sunahari jam jaam thaam le, jaam thaam le sochte hi sochte na bite sari raat jaam thaam le subah dur hai rat ki kasam dil ki maan le mere sanam subah dur hai rat ki kasam dil ki maan le mere sanam masti ki in ghadiyo me kya soch samajh ka kam masti ki in ghadiyo me kya soch samajh ka kam zulfo ke saye me nada kar bhi le aaram jaam thaam le, jaam thaam le sochte hi sochte na bite sari raat jaam thaam le