SONG: Jaake Laage Nainaa Wo Paaye Nahin Chainaa - जाके लागे नैना वो पाये नहीं चैना

Jaake Laage Nainaa Wo Paaye Nahin Chainaa - जाके लागे नैना वो पाये नहीं चैना

LYRICS:
mauj khaamosh hai behta hua dhara thehra subah se shaam huyi dil na hamara thehra o jaake laage naina wo paaye nahi chaina nadiya kinare wo guzaare din-raina o jaake laage naina wo paaye nahi chaina nadiya kinare wo guzaare din-raina saans jo aaye dil ko dukhaaye koyi aise jine ko kaha se jigar laaye o jaake laage naina wo paaye nahi chaina nadiya kinare wo guzaare din-raina gin-gin lahare bitaaye din-ratiya gin-gin lahare bitaaye din-ratiya jaise-jaise nadi bahe waise bahe ankhiya jaise-jaise nadi bahe waise bahe ankhiya aas jo aaye tufaan uthaaye koyi aise jine ko kaha se jigar laaye o jaake laage naina wo paaye nahi chaina nadiya kinare wo guzaare din-raina piya se milan ko kinare khade tarse piya se milan ko kinare khade tarse kachhu na bataaye gori duniya ke dar se kachhu na bataaye gori duniya ke dar se aankh jhukaaye dard chhupaaye koyi aise jine ko kaha se jigar laaye o jaake laage naina wo paaye nahi chaina nadiya kinare wo guzaare din-raina o jaake laage naina wo paaye nahi chaina nadiya kinare wo guzaare din-raina