SONG: Jaage Mera Dil Soye Zamaana Mehfil Door Nahi - जागे मेरा दिल सोए ज़माना महफ़िल दूर नहीं

Jaage Mera Dil Soye Zamaana Mehfil Door Nahi - जागे मेरा दिल सोए ज़माना महफ़िल दूर नहीं

LYRICS:
jaage mera dil soye zamana jaage mera dil soye zamana mehfil dur nahi kisi ki mehfil dur nahi ae armano dum to jara lo mehfil dur nahi kisi ki mehfil dur nahi main matwala raat ka raahi dhun par chalta jaau dhun par chalta jaau main matwala raat ka raahi dhun par chalta jaau dhun par chalta jaau geet milan ka yaad ki lay par jhum jhum kar gaau jhum jhum kar gaau do hi kadam hai pyar ka gulshan manzil dur nahi kisi ki mehfil dur nahi pyar ka rasta hardam chamke jaise maang dulhan ki jaise maang dulhan ki pyar ka rasta hardam chamke jaise maang dulhan ki jaise maang dulhan ki kisi aanchal ke pass bandhi dor mere jivan ki dor mere jivan ki hosh me aa dil pass hai koi aakhir dur nahi kisi ki mehfil dur nahi jaage mera dil soye zamana mehfil dur nahi kisi ki mehfil dur nahi