SONG: Jaaegaa Jab Yahaan Se Kuchh Bhi Na Paas Hogaa - जाएगा जब यहाँ से कुछ भी ना पास होगा

Jaaegaa Jab Yahaan Se Kuchh Bhi Na Paas Hogaa - जाएगा जब यहाँ से कुछ भी ना पास होगा

LYRICS:
jaaegaa jab yaha se kuchh bhi na paas hoga do gaz kafan kaa tukda tera libaas hoga jaaegaa jab yaha se jaaegaa jab yaha se kuchh bhi na paas hoga do gaz kafan kaa tukda tera libaas hoga jaaegaa jab yaha se matlab ki hai ye duniya matlab ki hai ye duniya, kyaa apne kyaa paraaye koi naa saath aayaa, koi naa saath jaae do din ki zindagi hai do din ki zindagi hai, kar le jo dil me aaye jaaegaa jab yaha se kuchh bhi na paas hoga do gaz kafan kaa tukda tera libaas hoga jaaegaa jab yaha se ye thaat-baat tera, ye aan-baan teri ye thaat-baat tera, ye aan-baan teri rah jaaegi yahi par rah jaaegi yahi par, ye saari shaan teri itni hai ae musaafir itni hai ae musaafir bas daasta teri jaaegaa jab yaha se kuchh bhi na paas hoga do gaz kafan kaa tukda tera libaas hoga jaaegaa jab yaha se