SONG: Jaadu Teri Nazar Ka - जादू तेरी नजर का

Jaadu Teri Nazar Ka - जादू तेरी नजर का

LYRICS:
jaadu teri najar ka chal hi gaya deewane jaadu teri najar ka chal hi gaya deewane ab dil ka mere aalam kya hoga khuda jaane jaadu teri najar ka chal hi gaya deewane unchi lahro se kai meri bekarari ho unchi lahro se kai meri bekarari machhali teri jaal mein aa gayi shikari ye kaisi ye kaisi pyas hai jo dil ko lagi tadpaane jaadu teri najar ka chal hi gaya deewane nache tere hath mein bekadar jawani ho nache tere hath mein bekadar jawani bikharin jilfo ki ghata kah gayi kahani mai kya hu mai kya hu mujhe koi mera deewaana jaane naa jaadu teri najar ka chal hi gaya deewane mahfil raushni ho gayi raat muskuraayi mahfil raushni ho gayi raat muskuraayi jaagi dil ki dhadkne aur sadaye aayi shamma ki, shamma ki mohabbt mein lut jayenga parwane jaadu teri najar ka chal hi gaya deewane maana mausam hai sanam ye bahaar ka hai maana mausam hai sanam ye bahaar ka hai ae ji dil bhi mera bekaraar sa hai mumkin hai, mumkin hai abhi dil ka gulshan abhi laharaaye ja jaadu teri najar ka chal hi gaya deewane ab dil ka mere aalam kya hoga khuda jaane jaadu teri najar ka chal hi gaya deewane