SONG: Jaadu Bhare Naina Tihare Balam - जादू भरे नैना तिहारे बलम

Jaadu Bhare Naina Tihare Balam - जादू भरे नैना तिहारे बलम

LYRICS:
ho o jadu bhare naina jadu bhare naina tihare balam jadu bhare naina tihare balam tore sar ki kasam jadu daar gaye ha ha tore sar ki kasam jadu daar gaye haye hume maar gaye o hume maar gaye jadu bhare naina bholi bhali najar gayi dil me utar bholi bhali najar gayi dil me utar hua wo hi ki jiska tha pahle se dar chupke chupke, chupke chupke idhar lut gayi zindagi idhar lut gayi zindagi aur udhar bekhabar hi raha bekhabar banki tirchi najariya ke teer gaye manva ko chir karejwa ke paar gaye haye haye ram karejwa ke paar gaye haye re hume maar gaye ho hume maar gaye jadu bhare naina pyari pyari ada le gayi dil chura pyari pyari ada le gayi dil chura kaisa aankho hi aankho me jadu kiya chori chori, chori chori huyi sari rasme ada huyi sari rasme ada dil ki baji me dil par na kabu raha dekho dekho mohabbat ki rit gaye duniya se jeet sajanva se haar gaye haye haye ram sajanva se haar gaye haye re hume maar gaye ho hume maar gaye jadu bhare naina