SONG: Jaadu (Ali Haider) - जादू

Jaadu (Ali Haider) - जादू

LYRICS:
kaisa jadu kiya dil bekaabu kiya sapno mein dil liya aisa kya keh diya har kali ki mehek rang kaliyan dhanak sab tujhpe fida ab na hona juda jaan-e-janaa main tumko saanso mein basa ke palko mein daricho se jhanku main jee bhar ke main tumko saanso mein basa ke palko mein daricho se jhanku main jee bhar ke aas ho tum meri ya ho mujhse juda meri har ek nazar tumko degi sadaa har kali ki mehek rang kaliya dhanak sab tujhpe fida ab na hona juda jaan-e-janaa mere dil mein kya hai batau main kaise bitaaye hai kaise din gin gin ke mere dil mein kya hai batau main kaise bitaaye hai kaise din gin gin ke dhadkano ki kaisa tumse leke main ghum pyaar tumse karu tumko apna kahun har kali ki mehek rang kaliya dhanak sab tujhpe fida ab na hona juda jaan-e-janaa kaisa jadu kiya dil bekaabu kiya sapno mein dil liya aisa kya keh diya har kali ki mehek rang kaliyan dhanak sab tujhpe fida ab na hona juda jaan-e-janaa