SONG: Jaa Re, Jaa Re Ud Jaa Re Panchhi - जा रे, जा रे उड़ जा रे पंछी

Jaa Re, Jaa Re Ud Jaa Re Panchhi - जा रे, जा रे उड़ जा रे पंछी

LYRICS:
ja re, ja re ud ja re panchhi baharo ke desh ja re yaha kya hain mere pyare kyu ujad gayi bagiya mere man ki ja re, ja re ud ja re panchhi baharo ke desh ja re yaha kya hain mere pyare kyu ujad gayi bagiya mere man ki ja re na daali rahi na kali ajab gam ki aandhi chali udi dukh ki dhul raaho me na daali rahi na kali ajab gham ki aandhi chali udi dukh ki dhul raaho me ja re, ye gali hain birhan ki baharo ke desh ja re yaha kya hain mere pyare kyu ujad gayi bagiya mere man ki ja re man veena utha na saki tere sang gaa na saki dhale mere geet aaho me man veena utha na saki tere sang gaa na saki dhale mere geet aaho me ja re, ye gali hain asuvan ki baharo ke desh ja re yaha kya hain mere pyare kyu ujad gayi bagiya mere man ki ja re, ja re ud ja re panchhi baharo ke desh ja re yaha kya hain mere pyare kyu ujad gayi bagiya mere man ki ja re