SONG: Jaa Parwane Ja Kahi Shama Jal Rahi Hai - जा परवाने जा कहीं शमा जल रही है

Jaa Parwane Ja Kahi Shama Jal Rahi Hai - जा परवाने जा कहीं शमा जल रही है

LYRICS:
ja parwane ja ja, ja parwane ja kahi shama jal rahi hai, kahi shama jal rahi hai ja re bhawre ja, ja re bhawre ja kahi kali khil rahi hai, kahi kali khil rahi hai ja parwane ja ja, ja parwane ja pankh kate hai parwane ke, pankh kate hai parwane ke aur shama hai dur, aur shama hai dur jalne ko bechain hai phir bhi, jalne ko bechain hai phir bhi udne se majbur, udne se majbur ja parwane ja, ja parwane ja kahi hawa chal rahi hai, kahi hawa chal rahi hai ja parwane ja ja parwane ja ye to shama ki reet purani, ye to shama ki reet purani jal jal ke bujh jaye, jal jal ke bujh jaye parwane ki preet diwani, parwane ki preet diwani hans hans pankh jalaye, hans hans pankh jalaye gaa diwane ga ga diwane ga, kahi aankh dhal rahi hai kahi aankh dhal rahi hai, ja parwane ja