SONG: Jaa Maine Tose Ruth Gayi - जा मैं तोसे रूठ गई

Jaa Maine Tose Ruth Gayi - जा मैं तोसे रूठ गई

LYRICS:
ja main tose ruth gayi are ja main tose ruth gayi aaj mohabbat tut gayi aaj mohabbat tut gayi ja main ja main ja main ha ha ja main tose ruth gayi are ja main tose ruth gayi main thahri nadan bawariya main thahri nadan bawariya mat ban tu anjan sanwariya ye teri beiman najariya mera sab kuch lut gayi ja main ja main ja main ha ha ja main tose ruth gayi o ja main tose ruth gayi chain ganwaya nind ganwayi chain ganwaya nind ganwayi kaahe tose preet lagayi nikla kaisa tu harjai meri kismat fut gayi ja main ja main ja main haye re ja main tose ruth gayi, ja ja ja main tose ruth gayi mar gayi main to laaj sharam ke mar gayi main to laaj sharam ke parda uth gaya aaj bharam ke accha hua din raat ke gham se meri jaan chhut gayi ja main ja main ja main haye re ja main tose ruth gayi are ja main tose ruth gayi aaj mohabbat tut gayi aaj mohabbat tut gayi ja main ja main ja main ha ha ja main tose ruth gayi are ja main tose ruth gayi