SONG: Jaa Khula Hai Aasmaan - जा खुला है आसमान

Jaa Khula Hai Aasmaan - जा खुला है आसमान

LYRICS:
khula hai rasta, koi nahi hai kisi se wasta koi nahi hai mujhsa musafir koi nahi hai main hu ya phir koi nahi hai safar ye mujhko le jaa raha kaha jaa khula hai aasmaan, khuli hai hawa jaa jaha jaye najar ye dil kahe waha jaa khula hai aasmaan, khuli hai hawa jaa jaha jaye najar ye dil kahe waha wo bahe hai kaha jo tujhko sambhale wo aankhe kis ki hai jo khud mein sambhale mil gayi wo hasin si rahe jindagi ka safar karu uske hawale jo meri jindagi ka hai pehla nishan jaa khula hai aasmaan, khuli hai hawa jaa jaha jaaye najar ye dil kahe waha jaa khula hai aasmaan, khuli hai hawa jaa jaha jaaye najar ye dil kahe waha jaa khula hai aasmaan, khuli hai hawa jaa jaha jaaye najar ye dil kahe waha