SONG: Jaa Ke Pardes Piya - जा के परदेश पिया जा के परदेश पिया

Jaa Ke Pardes Piya - जा के परदेश पिया जा के परदेश पिया

LYRICS:
ja ke pardesh piya ja ke pardesh piya bhul na jana ho bhul na jana dekho bhul na jana bhul na jana ho bhul na jana dekho bhul na jana armano bhare piya ko mere piya armano bhare piya ko mere piya dekho na mitana ho dekho na mitana ho bhul na jana ja ke pardesh piya bhul na jana ho bhul na jana dekho bhul na jana shayad na rahe fir ye mera hushan jawani is liye de jao is liye de jao mahobbat ki nishani is liye de jao mahobbat ki nishani mushkil hai bachapan ki prit nibhana ho prit nibhana dekho bhul na jana ja ke pardesh piya bhul na jana ho bhul na jana dekho bhul na jana hai ashk tere moti inko na baha rani inko na baha rani hai ashk tere moti inko na baha rani inko na baha rani jaldi hi main aaunga ye kaisi pareshani ye kaisi pareshani kar tu ye maharbani har lo pareshani kar tu ye maharbani har lo pareshani de jao de jao de jao apne rumal ki nishani rumal ki nishani kya karogi dekh kar nishani bahlaungi man han bahlaungi man mar bhi gayi to tere pas banaungi katar main banaungi katar gayega jamana teri ulfat ka fasana mahobbat ka tarana mahobbat ka tarana tum aake tum aake meri kurbat pe tum aake tum aake meri kurbat pe phul chadana ho phul chadana dekho bhul na jana