Jaa Chhup Nazaro Se - जा छुप नजरों से
LYRICS:
ja ja ja, chhup nazro se ja
ja ja ja, chhup nazro se ja
duniya tuli hai, tujhe dene ko saza
bachna zara sama hai bura
bachna zara sama hai bura
ja ja ja, chhup nazro se ja
padi aaj tujhpe jo, kaatil nigah
tujhe chhod degi wo, karke tabah
padi aaj tujhpe jo, kaatil nigah
tujhe chhod degi wo, karke tabah
o bhole panchhi, tu ud jaa
ja ja ja, chhup nazro se ja
duniya tuli hai, tujhe dene ko saza