SONG: Jaa Chali Ja O Ghata - जा चली जा ओ घटा

Jaa Chali Ja O Ghata - जा चली जा ओ घटा

LYRICS:
o lakadi jal koyala bhai koyala ho gai rakh main papan aisi jali kayla bhai na rakh ja chali ja chali ja o ghata more piya ka sandesha na suna na suna na suna ja chali ja chali ja o ghata tir laga hai gam ka aisa aar huaa na paar janam maran ka sathi hokar janam maran ka sathi hokar chhod gaya majdhar hay chhod gaya majdhar koi batai na khata ja chali ja chali ja o ghata more piya ka sandesha na suna na suna na suna ja chali ja chali ja o ghata piya milan ka sapana dekha sapana tha dil ka hay sapana tha dil ka aankh khuli to ujad gaya tha khushiyon ka sansar achhi mili ye saja ja chali ja chali ja o ghata