SONG: Ja Tose Nahi Bolu Ghunghat Nahi Kholu - जा तोसे नही बोलू घूँघट नही खोलूँ

Ja Tose Nahi Bolu Ghunghat Nahi Kholu - जा तोसे नही बोलू घूँघट नही खोलूँ

LYRICS:
ja tose nahi bolu ghunghat nahi kholu kyu chori chori mujhse yu najre milaye ja tose nahi bolu ghunghat nahi kholu kyu chori chupke yu najre milaye rutho na yu albeli hamne to ki atkheli kyu gori gori surat ghunght me chupaye ja tose nahi bolu tum to sajan man ke chit chor bade ho tum jor bade ho ji kathor bade ho tum to sajan man ke chit chor bade ho tum jor bade ho ji kathor bade ho aji tir nazar ke ji zigar par gaye hai jit gaye tum or hum har gaye hai har gaye ji hum har gaye hai pakado na mori baniya saniya me padu paniya kyun chori chori mujhse yun najre milaye gori gori surat ghunght me chupaye ja tose nahi bolu ruthne kiachi ye rit nahi hai fair liya mukhda to prit nahi hai ruthne kiachi ye rit nahi hai fair liya mukhda to prit nahi hai aji humse banao na piya jhuthi ye bate jaan gaye hum teri najro ki ye ghate najro ki ye ghate ji piya jhuth ye bate mud mud na yun tanko ghunghat se na yun jhanko kyun gori gori surat ghunghat me chupaye ja tose nahi bolu ghunghat nahi kholu kyu chori chori chupke yun najre milaye rutho na yun albeli hamne to ki atkheli kyu gori gori surat ghunght me chupaye ja tose nahi bolu