SONG: Ja Tere Muqaddar Me Hansi Hai Na Khushi Hai - तकदीर का शिकवा, ना मुकद्दर का गिला है

Ja Tere Muqaddar Me Hansi Hai Na Khushi Hai - तकदीर का शिकवा, ना मुकद्दर का गिला है

LYRICS:
takdir ka shikwa, na mukaddar ka gila hai khud ?? takdir ne, kismat me likha hai ja tere mukaddar me, hasi hai na khushi hai kismat yahi dee hai hay tere mukaddar me, hasi hai na khushi hai kismat yahi dee hai ja tere mukaddar me aaram se basti rahe, dhanwano ki duniya hisse me garibo ko diya hai ashq bahana ae malike duniya tera insaf yahi hai kismat yahi dee hai ja tere mukaddar me, hasi hai na khushi hai kismat yahi dee hai ja tere mukaddar me hum par teri duniya ne, sitam kya nahi dhaye dil jal gaya arman jale, tum kaam na aaye kya yaad karenge mera, bhagwan bhi koi hai kismat yahi dee hai hay ja tere mukaddar me, hasi hai na khushi hai kismat yahi dee hai ja tere mukaddar me