SONG: Ja Re Badal Ja Desh Piya Ke Ja - जा रे बादल जा देश पिया के जा

Ja Re Badal Ja Desh Piya Ke Ja - जा रे बादल जा देश पिया के जा

LYRICS:
ja re badal ja desh piya ke ja mere sajan se mera sandesha ja sunake aa ja ja re badal ja garajke baraske kahna meri pukar tadap raha koi panchi pinjare me lachar janam janam ke hum hai sathi pi ko yad dila ja ja re badal ja ja ja re badal ja desh piya ke ja mere sajan se mera sandesha ja sunake aa ja ja re badal ja arj na maane dard na jane ye bairi sansar mere man ke bich khada hai ban karke diwar ho gayi mai tan man se unki ja unko batla ja ja re badal ja ja ja re badal ja desh piya ke ja mere sajan se mera sandesha ja sunake aa ja ja re badal ja