SONG: Ja Rahe Ho Kahan - जा रहे हो कहाँ

Ja Rahe Ho Kahan - जा रहे हो कहाँ

LYRICS:
ja rahe ho kaha tum mujhe chhodkar ja rahe ho kaha tum mujhe chhodkar kya milega tumhe mera dil todkar kya milega tumhe mera dil todkar ja rahe ho kaha tum mujhe chhodkar mujhko tanhai ki raah par chhodkar mujhko tanhai ki raah par chhodkar ja rahe ho kaha mera dil todkar ja rahe ho kaha mera dil todkar mujhko tanhai ki raah par chhodkar pyar ka ye sila tha ya ye naam tha pyar ka ye sila tha ya ye naam tha apne aagaaj ka yahi anjaam tha apne aagaaj ka yahi anjaam tha aayi riswaaiya dil se dil jodkar aayi riswaaiya dil se dil jodkar ja rahe ho kaha tum mujhe chhodkar ja rahe ho kaha tum mujhe chhodkar koi mere siwa tumko bhataa na tha koi mere siwa tumko bhataa na tha aur khyalo mein koi samata na tha aur khyalo mein koi samata na tha aaj kyu chal diye mujhse munh modkar aaj kyu chal diye mujhse munh modkar mujhko tanhai ki raah par chhodkar mujhko tanhai ki raah par chhodkar josh ab na raha pyar ke naam ka josh ab na raha pyar ke naam ka na raha dil mein ab hausla kaam ka na raha dil mein ab hausla kaam ka rakh diya hai bharose ne dam todkar rakh diya hai bharose ne dam todkar ja rahe ho kaha tum mujhe chhodkar ja rahe ho kaha tum mujhe chhodkar jo the dil mein irade wo kya ho gaye jo the dil mein irade wo kya ho gaye the nibhane ke wade wo kya ho gaye the nibhane ke wade wo kya ho gaye dekho pachhtaoge dil kahi jodkar dekho pachhtaoge dil kahi jodkar mujhko tanhai ki raah par chhodkar mujhko tanhai ki raah par chhodkar