SONG: Ja Ja Na Chhed Maan Bhi Ja - जा जा ना छेड़ मान भी जा

Ja Ja Na Chhed Maan Bhi Ja - जा जा ना छेड़ मान भी जा

LYRICS:
juniya o muniya ye kaun aaya dekho ji dekho ji sher aaya iski munchh dekho, jaise bigade navab iski patali kamar, jaise shayar ke haath iske kaan dekho ki iske naak dekho ki iski dum dekho, dum dekho dum dekho are ja ja ja na chhed maan bhi ja are ja ja ja na chhed maan bhi ja hame ffir fir na gher maan bhi ja kahi bigade na sher maan bhi ja ho kahi bigade na sher maan bhi ja karo hamse na fer dekh liya bade aaye dile re dekh liya ye kagaj ka sher dekh liya ye kagaj ke sher dekh liya dekh liya dekh liya dekh liya ji dekh liya are ja ja ja na chhed maan bhi ja hame ffir fir na gher maan bhi ja kahi bigade na sher maan bhi ja ho kahi bigade na sher maan bhi ja are sau sau bhesh badal ke, tum hamko chhalne aaye kya kya baate banayi, kya kya sapne dikhlaye are are sau sau bhesh badal ke, tum hamko chhalne aaye kya kya baate banayi, kya kya sapne dikhlaye kispe bhala ye jadu chala wo rah gaye wo rah gaye jaal bichhaye are ja ja ja na chhed maan bhi ja hame ffir fir na gher maan bhi ja kahi bigade na sher maan bhi ja ho kahi bigade na sher maan bhi ja agu bai agu bai are ham to ramte jogi, chal denge desh paraye jab ud jayega panchhi, tab kya hoga pachhtaye are ham to ramte jogi, chal denge desh paraye jab ud jayega panchhi, tab kya hoga pachhtaye chhodo ye khel kar lo ji mel kahi mausam kahi mausam na chala jaaye karo hamse na fer dekh liya bade aaye diler dekh liya ye kagaj ka sher dekh liya ye kagaj ke sher dekh liya dekh liya dekh liya dekh liya ji dekh liya gar sachche ho dilwale, to baat hamari mano ye nakli bhesh utar, aur hamse bair na thano rae baah baah ka baat kar diya gar sachche ho dilwale, to baat hamari mano ye nakli bhesh utar, aur hamse bair na thano kaisi bhali ye man ki gali rae ab to are ab to hame pahchano are ja ja ja na chhed maan bhi ja hame ffir fir na gher maan bhi ja kahi bigade na sher maan bhi ja ho kahi bigade na sher maan bhi ja agu bai agu bai ho agu bai agu bai ho