SONG: Itni Jaldi Kya Hai Gori Sajan Ke Ghar - इतनी जल्दी क्या है गोरी साजन के घर जाने की

Itni Jaldi Kya Hai Gori Sajan Ke Ghar - इतनी जल्दी क्या है गोरी साजन के घर जाने की

LYRICS:
itni jaldi kya hai gori sajan ke ghar jane ki itni jaldi kya hai gori sajan ke ghar jane ki sakhiyo ke sang baith jara aa sakhiyo ke sang baith jara kuch baate hai samjhane ki itni jaldi kya hai gori sajan ke ghar jane ki sakhiyo ke sang baith jara ha sakhiyo ke sang baith jara kuch baate hai samjane ki itni jaldi kya hai gori gunghate ki aut me tu ankhiya chupana saiya pade paiya tu mukh na dikhana tere pi ko tu itni bhayegi tujhe unki najar lag jayegi bachna bachna pahli chitman hai tere anjane ki sakhiyo ke sang baith jara ha sakhiyo ke sang baith jara kuch baate hai samjane ki itni jaldi kya hai gori sunke piya ki batiya hasi ki apne hi bas me rahiyo gori apne hi bas me rahiyo danto tale kahi ungali daba ke jor se hans mat jaiyo gori jor se hans mat jaiyo tu hai badi nadan le muje pahchan simat kar rahiyo sikh saheli ye hai paheli pi ko bas me laane ki sakhiyo ke sang baith jara ha sakhiyo ke sang baith jara kuch baate hai samjhane ki itni jaldi kya hai gori sajan ke ghar jane ki sakhiyo ke sang baith jara ha sakhiyo ke sang baith jara kuch baate hai samjhane ki