SONG: Itni Badi Duniya Me Nahi Koi Hamara - इतनी बड़ी दुनिया में नहीं कोई हमारा

Itni Badi Duniya Me Nahi Koi Hamara - इतनी बड़ी दुनिया में नहीं कोई हमारा

LYRICS:
dil ki uljhan apna gam de aasra isse sahe puch ye tha ke hum mar jaye ya jeete rahe itni badi duniya me nahi koi humara nahi koi humara kya tu bhi nahi tute huye dil ka sahara nahi koi humara itni badi duniya me nahi koi humara pehlu me mere dil hai magar pehlu me mere dil hai magar dard se bharpur majbur hu majbur duniya ne sataya mujhe duniya ne sataya mujhe taqdeer ne mara kya tu bhi nahi tute huye dil ka sahara nahi koi humara tune na suni dard bhare dil ki kahani o dard bare dil ki kahani o ji sunani tujhko thi sunani bhagwan tujhe dil ne bhagwan tujhe dil ne kayi baar pukara kya tu bhi nahi tute huye dil ka sahara nahi koi humara itni badi duniya me nahi koi humara kab tak bhala tufaa ke thapedo se ladenge kya jee ke karenge kashti ko dubo denge kashti ko dubo denge jo paya na kinara kya tu bhi nahi tute huye dil ka sahara nahi koi humara