SONG: Itni Badi Duniya Me, Mai Laachar Hu Akela

Itni Badi Duniya Me, Mai Laachar Hu Akela

LYRICS:
phagun ka mast mahin hai mausam hai albela itni badi duniya mein main lachar hun akela itni badi duniya mein main lachar hun akela in mehlon banglon baagh mein gulzaar hai zamana par meraa to mushkil se kisi kone mein hai thikana meri galiya sunsaan hain auron ka lagaa mela itni badi duniya mein main lachar hun akela itni badi duniya mein main lachar hun akela bachpan to bita khel mein ghar chhuta jawaani mein dukh sehte chale ham behte chale duniya ki rawaani mein marne par apna bas nahin jine mein hai jhamela itni badi duniya mein main lachar hun akela itni badi duniya mein main lachar hun akela duniya mein jo dil rakhte hain daulat bhi unhi se dur hai duniya banayi jis ne woh apne nashe mein chur hai bas dekhne ko sab diya bas dekhne ko sab diya rakhne na diya dhelaa itni badi duniya mein main lachar hun akela itni badi duniya mein main lachar hun akela