Itna To Bata De Aye Dil, Tu Aaj Kahan Takraya - इतना तो बता ऐ दिल तू आज कहाँ टकराया
LYRICS:
itna to bata de aye dil tu aaj kaha takraya

dhadkan me ye geet hai kiske najro me kaun shamaya re

pahle to yu pahchan hui jaise mile anjane

fir to yahi pahchan nayi mujhko lagi tadpane
ye hai kaisa nasha aane laga maja jabse maine dard ye paya re
itna to bata de aye dil tu aaj kaha takraya
itna to bata de aye dil tu aaj kaha takraya
jiske liye bechain hu mai kya usko bhi khabar hai

jadu hua mujhpe to koi kya uspe bhi asar hai
kabhi hogi idhar uski bhi najar rato ko hai jisne jagaya re