SONG: Itna Na Mujhse Tu Pyar Badha, Ke Main Ek Badal Aawara (Male) - इतना ना मुझसे तू प्यार बढा के मैं एक बादल आवारा

Itna Na Mujhse Tu Pyar Badha, Ke Main Ek Badal Aawara (Male) - इतना ना मुझसे तू प्यार बढा के मैं एक बादल आवारा

LYRICS:
itna na mujhse tu pyar badha ki mai ek badal aawara kaise kisi ka sahara banu ki mai khud beghar bechara itna na mujhse tu pyar badha ki mai khud beghar bechara kaise kisi ka sahara banu ki mai khud bechara arman tha gulshan par barsu ek shokh ke daman par barsu armaan tha gulshan par barsu ek shokh ke daman par barsu afsos jali mitti pe mujhe takdir ne meri de mara itna na mujhse tu pyar badha ki mai ek badal aawara kaise kisi ka sahara banu ki mai khud bechara madhosh humesha rehta hu khamosh hu sab kuchh kehta hu madhosh humesha rehta hu khamosh hu sab kuchh kehta hu koi kya jane mere sine mein hai bijli ka bhi angara itna na mujhse tu pyar badha ki mai ek badal aawara kaise kisi ka sahara banu ki mai khud beghar bechara itna na mujhse tu pyar badha ki mai ek badal aawara kaise kisi ka sahara banu ki mai khud beghar bechara