SONG: Itna Husn Pe Huzur, Na Guroor Kijiye, Dil Ke Maro Ka Khayal Kuch Jarur Kijiye - इतना हुस्न पे हुज़ूर ना ग़ुरूर कीजिए दिल के मारो का ख्याल कुछ जरुर कीजिये

Itna Husn Pe Huzur, Na Guroor Kijiye, Dil Ke Maro Ka Khayal Kuch Jarur Kijiye - इतना हुस्न पे हुज़ूर ना ग़ुरूर कीजिए दिल के मारो का ख्याल कुछ जरुर कीजिये

LYRICS:
itna husn pe huzur na garur kijiye itna husn pe huzur na garur kijiye dil ke maro ka khyal kuch jarur kijiye dil ke maro ka khyal kuch jarur kijiye yu na feriye najar, mud ke dekhiye idhar kahiye jo bhi chahiye itni arz hai magar jo hai aapke unhe yu na dur kijiye jo hai aapke unhe yu na dur kijiye itna husn pe huzur na garur kijiye roko julf ko yahi, kabu dil pe ab nahi ye diwana aap ka julfe chu na le kahi yu na ruth ke hame majbur kijiye yu na ruth ke hame majbur kijiye itna husn pe huzur na garur kijiye ye to jante hai hum gussa tum nahi sanam jate-jate aapke sab ko ruk gaye kadam kahiye hai na dil ki baat kahiye hai na dil ki baat manjur kijiye kahiye hai na dil ki bat manjur kijiye itna husn pe huzur na garur kijiye dil ke maro ka khyal kuch jarur kijiye dil ke maro ka khyal kuch jarur kijiye itna husn pe huzur na garur kijiye