SONG: Itna Bhi Na Wo Samjha Ke Gaye - इतना भी ना वो, समझा के गये

Itna Bhi Na Wo Samjha Ke Gaye - इतना भी ना वो, समझा के गये

LYRICS:
itna bhi na wo, samjha ke gaye itna bhi na wo, samjha ke gaye kyu shama bechari jalti hai kyu shama bechari jalti hai itna bhi na wo, samjha ke gaye itna bhi na wo, samjha ke gaye adh khili kali kumhlaye kyu adh khili kali kumhlaye kyu khilte khilate murjhaye kyu khilte khilate murjhaye kyu koi geet adhura gaaye kyu koi geet adhura gaaye kyu kyu duniya aankh badalti hai kyu duniya aankh badalti hai itna bhi na wo, samjha ke gaye itna bhi na wo, samjha ke gaye kyu shama bechari jalti hai kyu shama bechari jalti hai itna bhi na wo, samjha ke gaye kyu koyal kuk sunaati hai kyu koyal kuk sunaati hai kisko wo dard bataati hai kisko wo dard bataati hai kyu bulbul shor machati hai kyu bulbul shor machati hai kyu shabnam ro ro dhalti hai kyu shabnam ro ro dhalti hai itna bhi na wo, samjha ke gaye itna bhi na wo, samjha ke gaye