SONG: Itna Bhee Bekaso Ko Naa Aasaman Sataye - इतना भी बेक़सों को ना आसमाँ सताए

Itna Bhee Bekaso Ko Naa Aasaman Sataye - इतना भी बेक़सों को ना आसमाँ सताए

LYRICS:
itna bhi bekaso ko na aasma sataye itna bhi bekaso ko na aasma sataye ke dil ka dard lab pe ke dil ka dard lab pe, fariyad ban ke aaye itna bhi bekaso ko na jo kuch tha paas apne wah hum luta chuke hain apne hi hatho apni hasti mita chuke hain ujde huye chaman me ab kya bahar aaye ujde huye chaman me ab kya bahar aaye itna bhi bekaso ko na aasma sataye kya shaan hai shama ki parawano ko jalana hain do ghadi ki raunak ek raat khak ho jana hain do ghadi ki raunak ek raat khak ho jana parawano ko jala kar shama bhi jalti jaye parawano ko jala kar shama bhi jalti jaye itna bhi bekaso ko na aasma sataye itna bhi bekaso ko na aasma sataye itna bhi bekaso ko na