SONG: Iss Desh Ke Jawano Ko Abb Aajmaya Jayega - ( इस देश के जवानों को अब आज़माया जायेगा

Iss Desh Ke Jawano Ko Abb Aajmaya Jayega - ( इस देश के जवानों को अब आज़माया जायेगा

LYRICS:
is desh ke jawano ko ab aajmaya jayega aajmaya jayega is desh ke jawano ko ab aajmaya jayega aajmaya jayega shola hai jamin banee bijlee giraye aasman aag ke sholo pe chala desh kaa yeh karwan kaun sina tan nikale kaun sina tan nikale desh mere kaa jawan hind par wo mar mite uncha kare komi nishan hind par wo mar mite uncha kare komi nishan kaun aage badhke pehle pehali golei khayega aajmaya jayega desh kee vidhwa pukare bhag jinke so gaye saye sar se utha gaye bachhe yatim ho gaye gurbat kaa ek tufan utha gurbat kaa ek tufan utha bahano se bhai kho gaye matao ki aankho ke tare rote rote so gaye kaun aaj in deviyo ke rote dil hansayega aajmaya jayega is desh ke jawano ko ab aajmaya jayega aajmaya jayega umange mit rahi hai aaj benamo nishan ho kar bata ai katib-e-kismat likha kaya badguman ho kar tavakko thee woh aayenge to dil ko chain aaye ga magar betabiya utthee kaleje mein jawan ho kar