SONG: Ishq Walo Pe Zamane Ki Nazar - इश्क वालो पे ज़माने की नजर

Ishq Walo Pe Zamane Ki Nazar - इश्क वालो पे ज़माने की नजर

LYRICS:
are o aane walo husn ki rangin mahfil me khushi se muskurao tum magar ye soch lo dil me kya yahi to ke ishk walo pe zamane ki najar hoti hai ke ishk walo pe zamane ki najar hoti hai ke ishk walo pe zamane ki najar hoti hai ishk walo pe zamane ki najar hoti hai dil dhadakta hai haye haye ho dil dhadkata hai to duniya ko khabar hoti hai dil dhadkata hai to duniya ko khabar hoti hai ishk walo pe zamane ki najar hoti hai husn or ishk ka anjaam khuda khair kare husn or ishk ka anjaam khuda khair kare aaj takraye hai do jaam khuda khair kare aaj takraye hai do jaam khuda khair kare aashiki josh me hai bekhudi hosh me hai ishk majbur nahi husn bhi dur nahi aarzu me hai jawa dil se uthta hai dhua chot sahte na bane muh se kahte na bane aaj hai agar ye nasha, jane kal rang ho kya aaj hai agar ye nasha, jane kal rang ho kya isiliye to kaha hai husn or ishk ka anjaam khuda khair kare husn or ishk ka anjaam khuda khair kare aaj takraye hai do jaam khuda khair kare aaj takraye hai do jaam khuda khair kare lekin dekhna ye hai aaj takraye hai do jaam khuda khair kare dekhna ye hai ke aawaz kidhar hoti hai dekhna ye hai ke aawaz kidhar hoti hai dil dhadkata hai to duniya ko khabar hoti hai ishk walo pe zamane ki najar hoti hai ishk walo pe zamane ki najar hoti hai khel samjhe na koi dil ko lagakar jina khel samjhe na koi dil ko lagakar jina gum ke sholo se salamat nahi rahta sina gum ke sholo se salamat nahi rahta sina pyar ek aag bhi hai rang bhi raag bhi hai raas aata hai kahi dil jalata hai kahi dil me himmat hai agar fir hai kis baat ka dar kaarwa yuhi chale koi jalta hai jale jalne walo ko yaha dil ki pahchan kaha jalne walo ko yaha dil ki pahchan kaha isiliye to kaha hai khel samjhe na koi dil ko lagakar jina khel samjhe na koi dil ko lagakar jina gum ke sholo se salamat nahi rahta sina gum ke sholo se salamat nahi rahta sina hujur sach to ye hai ke ishk me jindagi ishk me jindagi jal jal ke basar hoti hai ishk me jindagi jal jal ke basar hoti hai dil dhadkata hai to duniya ko khabar hoti hai ishk walo pe zamane ki najar hoti hai ishk walo pe zamane ki najar hoti hai aankho aankho me jo ulfat ki kasam khate hai aankho aankho me jo ulfat ki kasam khate hai aankho aankho me jo ulfat ki kasam khate hai wakai unke mukaddar bhi chamak jate hai wakai unke mukaddar bhi chamak jate hai in baharo ki kasam in najaaro ki kasam husn kaatil hi sahi pyar mushkil hi sahi fir bhi ek baat to hai ek mulakaat to hai jajb-e-dil ki kasam rang-e-mahfil ki kasam mujhko pahchan hai ye mera imaan hai ye mujhko pahchan hai ye mera imaan hai ye, kya aankho aankho me jo ulfat ki kasam khate hai aankho aankho me jo ulfat ki kasam khate hai wakai unke mukaddar bhi chamak jate hai wakai unke mukaddar bhi chamak jate hai wakai unke mukaddar bhi chamak jate hai kyonki, ishk par chand sitaro ki najar hoti hai ishk par chand sitaro ki najar hoti hai dil dhadkata hai to duniya ko khabar hoti hai ishk walo pe zamane ki najar hoti hai ishk walo pe zamane ki najar hoti hai