SONG: Ishq Mein Maharoomiyaan - इश्क़ में महरूमियाँ नाकामियाँ बरबादियाँ

Ishq Mein Maharoomiyaan - इश्क़ में महरूमियाँ नाकामियाँ बरबादियाँ

LYRICS:
ishq mein maharumiya naakamiya barabadiya meri qismat mein jo likkha hai mujhe maalum hai jo tum badle jaha badla nazar badli zamane ki jo tum badle jaha badla nazar badli zamane ki ye aansu char baki hain nishani dil lagane ki jo tum badale jaha badla ujadna isko kahte hai bigadna isko kahte hain ke na tinke rahe na shak baqi aashiyane ki jo tum badle jaha badla nazar badli zamane ki jo tum badle jaha badla nazar badli zamane ki ye aansu char baki hai nishani dil lagane ki jo tum badle jaha badla zara ruk jaao mere aansuo bahane se ruk jaao abhi to ibteda hi hai mere gam ke fasane ki jo tum badle jaha badla nazar badli zamane ki jo tum badle jaha badla nazar badli zamane ki ye aansu char baki hai nishani dil lagane ki jo tum badle jaha badla