Ishq Ki Maa Ki - इश्क की माँ की
LYRICS:
ho facebook update karti hai photo change roz karti hai
kabhi settle zara single kabhi ready to mingle
kabhi aaye kabhi jaaye mere pyar ki vaat lagaaye
duniya ye meri tabaah ki
are ishq ki maa ki haay ishq ki maa ki
are ishq ki maa ki haay ishq ki maa ki
haay baat karu jab dil ki tab yaad teri aa jaaye
khol ke dil ka loker tumne dil ke band bajaaye
bole mujhko ki tum meri jaan ho
bin tere nahi jina meri shan ho
haay divana banaakar hotho pe aag lagaakar
duniya ye meri tabaah ki
are ishq ki maa ki haay ishq ki maa ki
are ishq ki maa ki haay ishq ki maa ki
haay dekh ke meri pocket tune pyar ka jaal bichhaay a
phir maar ke dil ko laat udaakar airoplan banaya
bole mujhse ki tum bade chip ho
kabse pichhe pade ho bahot dhit ho
ho mere dil ko jalaakar kisi aur se pyar rachaakar
are duniya ye meri tabaah ki
are ishq ki maa ki haay ishq ki maa ki
are ishq ki maa ki haay ishq ki maa ki
ho facebook update karti hai photo change roz karti hai
kabhi settle zara single kabhi ready to mingle
kabhi aaye kabhi jaaye mere pyar ki vaat lagaaye
duniya ye meri tabaah ki
are ishq ki maa ki haay ishq ki maa ki
are ishq ki maa ki haay ishq ki maa ki