SONG: Ishq Ik Zahar Sahi Phir Bhi Piye Jata Hu - इश्क एक ज़हर सही फिर भी पिए जाता हूँ

Ishq Ik Zahar Sahi Phir Bhi Piye Jata Hu - इश्क एक ज़हर सही फिर भी पिए जाता हूँ

LYRICS:
ishq ek zahar sahi zahar sahi ishq ek zahar sahi fir bhi piye jata hu dil ke virane ko abad kiye jata hu ishq ek zahar sahi aur dunia me aur dunia me wafa par se bada kam hai kya bas yahi sochke ye kam kiya jata hu dil ke virane ko abad kiye jata hu ishq ek zahar sahi jo kisi roz mere jo kisi roz mere maut ka bais honge un hasino ki tamanna me jiye jata hu dil ke virane ko abad kiye jata hu ishq ek zahar sahi mujhko malum nahi mujhko malum nahi log magar kahte hai sote sote ha sote sote sote sote bhi tera nam liye jata hu dil ke virane ko abad kiye jata hu ishq ek zahar sahi fir bhi piye jata hu dil ke virane ko abad kiye jata hu ishq ek zahar sahi