SONG: Ishq Di Feeling New New Hai - इश्क दी फीलिग़ न्यू न्यू है

Ishq Di Feeling New New Hai - इश्क दी फीलिग़ न्यू न्यू है

LYRICS:
khidki pe chaand dekha aaj maine subah toh dil ne kaha yeh mujhse wallah wallah lagta hai kuch to alag sa hai door main huya hu khud se khidki pe chaand dekha aaj maine subah toh dil ne kaha yeh mujhse wallah wallah lagta hai kuch to alag sa hai door main huya hu khud se ishq di feeling new new hai na jaana aisa kyun kyun hai.. koyi mujhko zara batana na samjhun toh samjhana jise doondh raha hai dil ye uska hai kahan thikana kehna usse love you hai love you hai, love you hai ishq di feeling new new hai na jaana aisa kyun kyun hai… khidki pe chaand dekha aaj maine subah toh dil ne kaha ye mujhse wallah wallah lagta hai kuch to alag sa hai door main huya hu khud se iss nazar mein basa ek hi raasta baaki raahon se ab kya mera vaasta iss nazar mein basa ek hi raasta baaki raahon se ab kya mera vaasta hai mujhe ispe chalte jaana hai ek din usko paana simple se dil ko uski zulfon mein hai uljhana kehna usse love you hai love you hai, love you hai ishq di feeling new new hai na jaana aisa kyun kyun hai….. ho o kehna use love you hai.