SONG: Ishq Daulat Se Kharida Nahi Jata Pyare - इश्क दौलत से ख़रीदा नहीं जाता प्यारे

Ishq Daulat Se Kharida Nahi Jata Pyare - इश्क दौलत से ख़रीदा नहीं जाता प्यारे

LYRICS:
ek aasihiq ki vo zindagi hai mout bhi jis pe kurbaan jaye ishq jis ki kare khud iffazat aise aasik ko kya mout aaye wafa jagirdaro ko na kangalo ko milti hai arey na ye goro ko milti hai na ye kalo ko milti hai mohabbat khud ba khud hoti hai paida ki nahi jati khuda ki khaas nemat hai jo dilwalo ko milti hai ishq daulat se ishq daulat se khrida nahi jata pyare ishq daulat se khrida nahi jata pyare ye mohabbat se mohabbat se mohbabat se ye mohabbat se mohabbat ka hai soda pyare ishq daulat se khrida nahi jata pyare ishq daulat se khrida nahi jata pyare ishq iname khuda hai yaaro ishq paigame wafa hai yaaro ishq shola bhi hai sabnam bhi hai ishq talwar bhi marham bhi hai ishq kasti bhi hai mallah bhi hai ishq banda bhi hai khuda bhi hai ishq hindu na muslamano ka ishq ek jasba hai insaano ka ishq english hai na hindustani na ye turki hai na ye japani ab kya batau pyar kaha hai kaha nahi hai ishq har juba me iski juba nahi iski juba nahi iski juba nahi iski juba nahi duniya me sab se badh ke hai preet ki reet hindi ke ek kavi ka sunata hu ek geet jagat me prem ki jai jaikaar jagat me prem ki jai jaikaar lagaye prem hi beda par lagaye prem hi beda par jagat me prem ki jai jaikaar jai jaikaar jai jaikaar ho jaye kis ko ishq bharosa hai iska kya urdu ke ek sayare aajam ne hai kaha kya ishq par jor nahi hai ye vo aashik aalif ye lagaye na lage or bhujhye na bhujhe jaat paat ko prem na dekhe prem hai andha tir arey tulsi or kabira kah gaye kah gaye mohmeen meer ishq daulat se ishq daulat se khrida nahi jata pyare ishq daulat se khrida nahi jata pyare pyar valo se ye manzer nahi dekha jata rind kyo hosh ko sager me dubo dete hai kitne jalim hai jo dil tod ke khush hote hai tuta paimana bhi ham dekh ke ro dete hai jarka udher garur or idher ishq ka sarur vo bhi nashe me chur hai hum bhi piye hue manzil kise milegi yahi dekhna hai ab hum ishq ka wo may ka sahara liye hue mai to pyar ka hu matwala matwala jogi pyar ka hu matwala matwala jogi mere pyar me hai vo masti jo kam na hogi mere pyar me hai vo jogi jo kam na hogi mai to diwana hu pyar ka mujhko nasha hai dildar ka aisa nashe me hu chur mai gum se to koso hu dur mai jai ho jai nigahe yaar ki jai ho jai jai ho jai jai ho jai jai ho jai jai ho jai nigahe yaar ki jai ho jai nigahe yaar ki jai ho jai nigahe yaar ki nigahe yaar ne nighe yaar ne jis din se pilayi hai sarab vo nasha vo nasha mujhpe hai chhaya ke nahi jiska jawab hai mohabbat ka hai mohabbat ka nasha sabse nirala pyare hai mohabbat ka nasha sabse nirala pyare ishq daulat se khrida nahi jata pyare ye mohabbat se mohabbat se mohbabat se ishq daulat se khrida nahi jata pyare ishq daulat se khrida nahi jata pyare