SONG: Ishq Aur Pyar Kaa

Ishq Aur Pyar Kaa

LYRICS:
ishq aur pyaar ka maza lijiye ishq aur pyaar ka maza lijiye thoda intazar ka maza lijiye thoda intazar ka maza lijiye dil-e-bekarar ka maza lijiye dil-e-bekarar ka maza lijiye thoda intazar ka maza lijiye thoda intazaar ka maza lijiye maza lijiye maza lijiye maza lijiye maza lijiye thoda intazar ka maza lijiye bekhyaal ho gaye hai hosh mein na layie aayie kareeb aake aankhon se pilaiye o bekhyaal ho gaye hai hosh mein na layie aayie kareeb aake aankhon se pilaiye aap bhi khumaar ka mazaa lijiye thoda intazaar ka maza lijiye thoda intazaar ka maza lijiye thoda intazaar ka maza lijiye thoda intazaar ka maza lijiye maza lijiye, maza lijiye maza lijiye, maza lijiye thoda intazar ka maza lijiye aadhi raat dhal chuki hai chandani jawaan hai koi badahavas hai to koi badgumaan hai o aadhi raat dhal chuki hai chandani jawaan hai koi badahavas hai to koi badgumaan hai husn ke nikhaar ka mazaa lijiye thoda intazaar ka maza lijiye thoda intazaar ka maza lijiye maza lijiye maza lijiye maza lijiye maza lijiye thoda intazar ka maza lijiye mastiyan hain bekhudi hai chaahaton ka jaam hai na to koi bebasi hai na to koi kaam hai o mastiyan hain bekhudi hai chaahaton ka jaam hai na to koi bebasi hai na to koi kaam hai din hai itavaar ka mazaa lijiye ho din hai itavaar ka mazaa lijiye thoda intazaar ka maza lijiye thoda intazaar ka maza lijiye ishq aur pyaar ka maza lijiye ishq aur pyaar ka maza lijiye thoda intazar ka maza lijiye thoda intazar ka maza lijiye thoda intazar ka maza lijiye thoda intazar ka maza lijiye maza lijiye maza lijiye maza lijiye maza lijiye maza lijiye maza lijiye