SONG: Ishq Aayaa, Ashaqo Me Dub Dub Ke Aayee Hansee To Kya - इश्क़ आया, अश्कों में डूब डूब के आई हँसी तो क्या

Ishq Aayaa, Ashaqo Me Dub Dub Ke Aayee Hansee To Kya - इश्क़ आया, अश्कों में डूब डूब के आई हँसी तो क्या

LYRICS:
ishq aaya meri duniya me to aise aaya ik jhalak deke chhupa chaand andhera chhaaya ashaqo me dub dub ke aayi hansi to kya mar mar ke do ghadi ko mili zindagi to kya ashaqo me dub dub ke aayi hansi to kya mar mar ke do ghadi ko mili zindagi to kya bulbul ne jab kafas me thikaana bana liya angadaayi leke shaakh se puchhi kali to kya angadaati leke shaakh se puchhi kali to kya mar mar ke do ghadi ko mili zindagi to kya ro ro ke bujh gaye meri aankho ke jab chiraag ro ro ke bujh gaye meri aankho ke jab chiraag phir zindagi me shamm-e-muhabbat jali to kya mar mar ke do ghadi ko mili zindagi to kya jab zindagi me koi tamanna hi na rahi tab jaake dil ko ishq ki manzil mili to kya mar mar ke do ghadi ko mili zindagi to kya ashaqo me dub dub ke aayi hansi to kya mar mar ke do ghadi ko mili zindagi to kya