SONG: Ishk Me Nam Yu Kar Gaye - इश्क में नाम यूँ कर गये

Ishk Me Nam Yu Kar Gaye - इश्क में नाम यूँ कर गये

LYRICS:
ishk mein naam yu kar gaye ishk mein naam yu kar gaye jalke parwane khud mar gaye ishk mein naam yu kar gaye alke parwane khud mar gaye ishk mein naam yu kar gaye aap bas muskurate rahe aap bas muskurate rahe sare iljam ham par aa gaye jalke parwane khud mar gaye ishk mein naam yu kar gaye umr bhar jo rahe badguma umr bhar jo rahe badguma ro pade jab mere ghar gaye jalke parwane khud mar gaye ishk mein naam yu kar gaye unke daman mein khushiya rahe unke daman mein khushiya rahe mere pehalu mein gum bhar gaye jalke parwane khud mar gaye ishk mein naam yu kar gaye aapko thi hamari kasam aapko thi hamari kasam aap kyu dil se bahar gaye jalke parwane khud mar gaye ishk mein naam yu kar gaye jalke parwane khud mar gaye ishk mein naam yu kar gaye ishk mein naam yu kar gaye