SONG: Ishk Kaa Dard Sohana Ho - इश्क़ का दर्द सोहाना हो

Ishk Kaa Dard Sohana Ho - इश्क़ का दर्द सोहाना हो

LYRICS:
ishq ka dard sohana ho ishq ka dard sohana ho ishq ka dard sohana ho ishq ka dard sohana ek pahlu me diya dil to diya kya tune ek pahlu me diya dil to diya kya tune iss tarah dard se khali hai kiya kya tune iss tarah dard se khali hai kiya kya tune kabhi dil se jigar me aana ho dil se jigar me aana ho ishq ka dard sohana ho ishq ka dard sohana ho ishq ka dard sohana tu tadapta hai jara tu tadapta hai jara unke chale jane se kyun nahi maanta haye kyun nahi maanta haye mere samjhane se mere dil ko tumhi samjhana ho dil ko tumhi samjhana ho ishq ka dard sohana ho ishq ka dard sohana ho ishq ka dard sohana