SONG: Ishk Jab Ek Taraf Ho Toh Saja Deta Hai (Male)

Ishk Jab Ek Taraf Ho Toh Saja Deta Hai (Male)

LYRICS:
ishq jab ek taraf ho toh saja deta hai ishq jab ek taraf ho toh saja deta hai ishq jab dono taraf ho toh maja deta hai ishq jab dono taraf ho toh maja deta hai ishq jab ek taraf ho saja deta hai ishq jab dono taraf ho toh maja deta hai ishq jab ek taraf ho aankh milati hai jaha pal me tadap jata hai dil toh diwana hai yeh dhak se dhadak jata hai ishq karte hai sabhi fark sirf itna hai koyi khamosh rahe koyi bata deta hai koyi khamosh rahe koyi bata deta hai ishq jab dono taraf ho toh maja deta hai ishq jab ek taraf ho toh saja deta hai ishq jab dono taraf ho toh maja deta hai ishq jab ek taraf ho ishq ke rup kai ishq ke hai rang bade tir najaro se chale aake kaleje me gade ishq hai khel yhaa yar bas nasibo kaa koyi karta hai wafa koyi daga deta hai koyi karta hai wafa koyi daga deta hai ishq jab dono taraf ho toh maja deta hai ishq jab ek taraf ho toh saja deta hai ishq jab dono taraf ho toh maja deta hai ishq jab ek taraf ho