SONG: Is Zamaane Me Hai - इस ज़माने में है

Is Zamaane Me Hai - इस ज़माने में है

LYRICS:
is zamane me hai badnasibi buri badnisibi se bhi ye garibi buri bik gayi sharam ki ek chilman thi jo kal talak shahibo dil ki dhadkan thi jo aaj wo ghunghru ki tarah ban gayi mai khata ban gayi mai saja ban gayi mai khata ban gayi mai saja ban gayi mai to thi ek dua baddua ban gayi mai to thi ek dua baddua ban gayi mai khata ban gayi mai saja ban gayi mai to bachpan ki thi ek kahani abhi mai to bachpan ki thi ek kahani abhi mujhpe aayi na thi ye jawani abhi meri takdir yu meri dusman bani na mai sajni bani na mai dulhan bani usse pahle, usse pahle hi mai dilruba ba nayi mai khata ban gayi mai saja ban gayi mai to thi ek dua baddua ban gayi mai khata ban gayi mai saja ban gayi jane kis bhul ki yad khoyi hu mai jane kis bhul ki yad khoyi hu mai yad karke ise kitna royi hu mai sochti hu kabhi kya mai insan hu ayine dekhke mai to hairan hu kya thi ye , kya thi ye jindagi or kya ban gayi mai khata ban gayi mai saja ban gayi mai to thi ek dua bad dua ban gayi mai khata ban gayi mai saja ban gayi mere sar pe bade sakht ilzam hai mere sar pe bade sakht ilzam hai mere dil pe likhe saikdo nam hai na kisi ne kiya pyar mujhse kabhi na kisi se kiya pyar maine kabhi mai kis tarah, mai kis tarah bewafa ban gayi mai khata ban gayi mai saja ban gayi mai to thi ek dua bad dua ban gayi mai khata ban gayi mai saja ban gayi