SONG: Is Toote Dil Ka Ab Kaun Sahara Hai - इस टूटे हुए दिल का अब कौन सहारा हैं

Is Toote Dil Ka Ab Kaun Sahara Hai - इस टूटे हुए दिल का अब कौन सहारा हैं

LYRICS:
is tute hue dil ka ab kaun sahara hai is tute hue dil ka ab kaun sahara hai apne na bane apne ab kaun humara hai is tute hue dil ka ae duniya bata humko jaaye to kidhar jaaye ae duniya bata humko jaaye to kidhar jaaye humko to najar aati manjil na kinara hai apne na bane apne ab kaun humara hai is tute hue dil ka jina bhi agar chahe kis aas pe hum jeeye jina bhi agar chahe kis aas pe hum jeeye umeed ke akaash pe ab chaand na tara hai apne na bane apne ab kaun humara hai is tute hue dil ka ab kisse gila shikwa aur kisse shikaayat ho ab kisse gila shikwa aur kisse shikaayat ho takdir ke maaro ko takdir pe mara hai apne na bane apne ab kaun humara hai is tute hue dil ka ab kaun sahara hai is tute hue dil ka ab kaun sahara hai is tute hue dil ka