SONG: Is Tarah Aashiqui Ka Asar Chod Jaonga (2) - इस तरह आशिकी का असर छोड़ जाऊँगा

Is Tarah Aashiqui Ka Asar Chod Jaonga (2) - इस तरह आशिकी का असर छोड़ जाऊँगा

LYRICS:
is tarah aashiqui ka asar chhod jaunga is tarah aashiqui ka asar chhod jaunga is tarah aashiqui ka asar chhod jaunga is tarah aashiqui ka asar chhod jaunga tere chehre pe apni nazar chhod jaunga tere chehre pe apni nazar chhod jaunga is tarah aashiqui ka asar chhod jaunga is tarah aashiqui ka asar chhod jaunga tere chehre pe apni nazar chhod jaunga tere chehre pe apni nazar chhod jaunga main deewana ban gaya hu kaisi ye mohabbat hai zindagi se badhke mujhko ab teri jarurat hai mujhko too chahiye, tera pyar chahiye ek baar nahin sau baar chahiye har saans main apni tujhpe lutaunga dil ke laho se teri mang sajaunga tere chehre pe apni nazar chhod jaunga is tarah aashiqui ka asar chhod jaunga is tarah aashiqui ka asar chhod jaunga tere chehre pe apni nazar chhod jaunga tere chehre pe apni nazar chhod jaunga pyar kya hai, dard kya hai deewane samajhte hai ishq mein jalne ka matlab aashiq hi samajhte hai main tadapta rahu, tumse kuch na kahu bin kahe bhi main to reh na saku is bekhudi mein aakhir kahan chain paunga marke bhi main tujhse juda ho na paunga tere chehre pe apni nazar chhod jaunga is tarah aashiqui ka asar chhod jaunga is tarah aashiqui ka asar chhod jaunga tere chehre pe apni nazar chhod jaunga tere chehre pe apni nazar chhod jaunga