SONG: Is Taqdir Ke Aage Koi Tadbeer Chhalti Hai - इस तक़दीर के आगे कोई तदबीर चलती हैं

Is Taqdir Ke Aage Koi Tadbeer Chhalti Hai - इस तक़दीर के आगे कोई तदबीर चलती हैं

LYRICS:
is takdir ke aage koi tadbeer chalti hai agar chalti hai dunia me to bas takdir chalti hai is takdir ke aage jhuk gaye is takdir ke aage jhuk gaye muflish or amir dunia walo is dunia me sabse badi takdir dard bhari ek suno kahani is takdir ne ki manmani katil thahraya nirdosh ko bhej diya fir kale pani solaha baras ke bad hi tuti solaha baras ke bad hi tuti kaidi ki janjir dunia walo is dunia me sabse badi takdir beta bap mile muskil se bichhad gaye aapas me milke bap ke dil me apne khun ki bap ke dil me apne khun ki jaag uthi taasir dunia walo is dunia me sabse badi takdir lakho hi arman hai dil me khushiyo ke tufan hai dil me par usko malum nahi hai par usko malum nahi hai ruth gayi takdir dunia walo is dunia me sabse badi takdir apni hi santan se koi aaj hua anjan hai koi jan pahchan hui na lekin jan pahchan hui na lekin laga kaleje teer dunia walo is dunia me sabse badi takdir