SONG: Is Sansar Mein Sabse Pyara Bhai Behan Ka Pyar (Sad) - इस संसार में सबसे प्यारा भाई बहन का प्यार है

Is Sansar Mein Sabse Pyara Bhai Behan Ka Pyar (Sad) - इस संसार में सबसे प्यारा भाई बहन का प्यार है

LYRICS:
aankho se tu door chali hai dil se door naa jaana tu tera rasta dekhenge ham raakhi ke din aana tu kabhi jarurt pade hamari ek aawaj lagana tu ek aawaj lagana tu tere bhai bahut bade hai chhoti har deewar hai is sansar mein sabse pyara bhai bahan ka pyar hai kitna sundar kitna pyara ye sara sansar hai is sansar mein sabse pyara bhai bahan ka pyar hai bhai bahan ka pyar hai