SONG: Is Rang Badalati Duniyaa Men, Inasaan Ki Niyat Thik Nahin - इस रंग बदलती दुनिया में, इंसान की नियत ठीक नहीं

Is Rang Badalati Duniyaa Men, Inasaan Ki Niyat Thik Nahin - इस रंग बदलती दुनिया में, इंसान की नियत ठीक नहीं

LYRICS:
is rang badalti duniya me insaan ki niyat thik nahi nikla na karo tum saj dhajkar imaan ki niyat thik nahi is rang badalti duniya me insaan ki niyat thik nahi nikla na karo tum saj dhajkar imaan ki niyat thik nahi is rang badalti duniya me ye dil hain bada hi diwana chheda na karo is pagal ko ye dil hain bada hi diwana chheda na karo is pagal ko tum se na shararat kar baithe nadan ki niyat thik nahi is rang badalti duniya me insaan ki niyat thik nahi nikla na karo tum saj dhajkar imaan ki niyat thik nahi is rang badalti duniya me kandhe se hata lo sar apna ye pyar mohabbat rahne do kandhe se hata lo sar apna ye pyar mohabbat rahne do kashti ko sambhalo maujo me tufan ki niyat thik nahi is rang badalti duniya me insaan ki niyat thik nahi nikla na karo tum saj dhajkar imaan ki niyat thik nahi is rang badalti duniya me main kaise khuda haafiz kah du mujhko to kisi ka yakin nahi main kaise khuda haafiz kah du mujhko to kisi ka yakin nahi chhup jaao humari aankho me bhagwan ki niyat thik nahi is rang badalti duniya me insaan ki niyat thik nahi nikla na karo tum saj dhajkar imaan ki niyat thik nahi is rang badalti duniya me