SONG: Is Pyar Ne Diwana Bana Rakha Hai - हाय इस प्यार ने हाय इस प्यार ने

Is Pyar Ne Diwana Bana Rakha Hai - हाय इस प्यार ने हाय इस प्यार ने

LYRICS:
haay is pyar ne haay is pyar ne haay is pyar ne deewana bana rakha hai deewana bana rakha hai, deewana haay is pyar ne mujhko in bholi adaao ne haay mujhko in bholi adaao ne mastana bana rakha hai, mastana haay is pyar ne raat din chain mujhe lene nahi deti hai haa nahi deti hai raat din chain mujhe lene nahi deti hai haa nahi deti hai dil mein armaano ne dil mein armaano ne ek bojh utha rakha hai deewana bana rakha hai, deewana haay is pyar ne teri in mast nighao ke main haay teri in mast nighao ke main kurbaan jaau haa haa kurbaan jaau teri in mast nighao ke main kurbaan jaau haa haa kurbaan jaau jisme dilnashi, jisme dilnashi mere dil me bula rakha hai deewana bana rakha hai, deewana haay is pyar ne, haay is pyar ne haay is pyar ne deewana bana rakha hai deewana bana rakha hai, deewana haay is pyar ne teri marzi hai, teri marzi hai wafaa kar ya jafa kar mujhse ha jafa kar mujhse teri marzi hai, teri marzi hai wafaa kar ya jafa kar mujhse ha jafa kar mujhse maine to dil se, maine to dil se tujhe apna bana rakha hai ha apna bana rakha hai, ha apna haay is pyar ne, haay is pyar ne haay is pyar ne deewana bana rakha hai deewana bana rakha hai, deewana haay is pyar ne