SONG: Is Man Ki Nagariya Se - इस मन की नगरियाँ से

Is Man Ki Nagariya Se - इस मन की नगरियाँ से

LYRICS:
o bedardi jane ke na kar bahane o bedardi jane ke na kar bahane is man ki nagariya se jao to jane is man ki nagariya se jao to jane ha hum khune jigar ko piye ja rahe hai hum khune jigar ko piye ja rahe hai tujhe yaad karke jiye ja rahe hai tere saz me hai hamare tarane o is man ki nagariya se jao to jane is man ki nagariya se jao to jane ha jab duniya ne mohar zuba par laga di jab duniya ne mohar zuba par laga di to aankho ne dil ki kahani suna di kahani suna di ye zalim zamana laga muskurane o is man ki nagariya se jao to jane is man ki nagariya se jao to jane na chanda hai apna sitare na apne ke rato me sapne lage hai tadapne meri nind tujhko chali hai manane o is man ki nagariya se jao to jane is man ki nagariya se jao to jane is man ki nagariya se jao to jane