SONG: Is Ka Paap Mita De - इस का पाप मिटा दे

Is Ka Paap Mita De - इस का पाप मिटा दे

LYRICS:
ham nahi chahte ye jivan jispar dharam ka shraap ho jivan nahi ye zehar hain jispar laga ek paap ho aa aa aa aa iska paap mitane mata puny ki dhar baha do iska paap mitane mata puny ki dhar baha do bujh na jaye deep shakti ka bujhti jyoti jaga do iska paap mita le mata puny ki dhar baha do he har siddhi he jagdambe he ambe he mata singhwahini pran dayini he jan jan ki data wapas lekar pran hamare iski karo rakhwali dinhin ki laaj bacha lo he mata mahakali he mata mahakali he mata mahakali he mata mahakali prkat hui jo maat raat dukh ki tal gayi chamak utha prbhat aur sanjh dhal gyai maa ki god me bhi uska phul khil gaya mahan the jo unka pran daan mil gaya pran daan mil gaya